Online
Test paper Tayar karna
1). Sab se pahele Google open kar ke waha “testmoz.com”
type kare.
2). Fir “Build
a test” is option ko click kare.
3). New
page open hoga waha “Test name” or aap jo chahe wo password type kare password
ko yaad rakhe fir “Create test” ko click kijiye.
Image..
4). Us ke baad “Add questions” is option ko click
kijiye.
5). “Insert” is option se apni pasand ka question
prakaar select kare.
Image……
6). Us ke baad aap ne jis type ka question select
kiya hai us ke mutabiq question likh ke save karte jaye.
7). New question add karne ke liye right side me
plus (+) ke symbol ko click kare.
8). Aap ko jitne question tayar karne hai utne
tayar karne ke baad test paper ko published kijiye.
9). Online Test paper published hone ke baad ek “Link”
aap ko milegi.
10). Ab ye link jise
question paper send karna hai use send kijiye.
Students
response check karne ke liye online test ki link ko open kare or “admin login”
ko click kar ke password likhe or “View Result” pe jaa kar students ne jo
answers diye hai us ki summary aap ko dikhe gi.
To chale Online Test tayar karte hai….